- Back to Home »
- DEVOTIONAL »
- Aarti – Maha Laxmi Maa Diwali Aarti
Posted by :
chunky
Friday, June 1, 2012
Aarti – Maha Laxmi Maa Diwali Aarti
Om Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata,
Tumko nis din sevat,
Maiya Ji Ko nis din sevat,
Hari, Vishnu Data
Omi Jai Laxmi Mata
Uma Rama Brahmaani, Tum hi Jag Mata,
Maiya, Tum hi Jag Mata,
Surya ChanraMa dhyaavat, Naarad Rishi gaata.
Om Jai Laxmi Mata.
Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data,
Maiya Sukh Sampati Data
Jo koyee tumko dhyawat, Ridhee Sidhee dhan paataa
Om Jai Laxmi Mata.
Tum patal Niwasni, tum hi shubh data,
Maiya tumhi shubh data
Karma prabhav prakashakni, Bhav Nidhi Ki trata,
Om Jai Laxmi Mata.
Jis ghar mein tum rehtee, sab sad guna aataa,
Maiya sab sad guna aataa,
Sab Sambhaw hojata, man nahin ghabrata.
Om Jai Laxmi Mata.
Tum bin yagya na hove, vastra na ho pata,
Maiya vastra na koi pata
Khan pan ka vaibhava, Sab tum Se aata
Om Jai Laxmi Mata.
Shubh gun mandir sundar, Kshirodadhi jata,
Maiya Kshirodadhi jata
Ratan charurdash tumbin, koi nahi pata,
Om Jai Laxmi Mata
Maha Laxmi ji ki, jo koi nar gata,
Maiya jo koi nar gata
Ur anand samata, pap utar jata,
Om Jai Laxmi Mata
Om Jai Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata,
Tumko nis din sevat,Maiyaji Ko Nis Din Sevat
Hari, Vishnu Data
Om Jai Laxmi Mata
Om Jai Laxmi Mata…
Maiya Jai Laxmi Mata…
Tumko nis din sevat,
Tumko nis din sevat,
Hari, Vishnu Data
Om Jai Laxmi Mata
Om Jai Laxmi Mata….